Subscribe to our newsletter and each week receive funny, romantic and sweet SMS messages in your email
SMS Shayari Messages
Ajeeb itafak tha
Unke galli say gujra ajeeb itafak tha,
Unke galli say gujra ajeeb itafak tha,
Unhone fuul feka sala gamala bhi sath tha.
Ye kudha ishq na karna
Ye kudha ishq na karna,
Thu bhi dhokha khayega,
Ye kudha ishq na karna,
Thu bhi dhokha khayega,
Hum toh marke tere paas ayenge,
Batha thu kaha jayega.
Har gali mai ek Mumtaz
Zindagi lambi hai dost banate raho,
Dil mile na mile haath milate raho,
Taj Mahal banaana toh bahut costly hoga,
Par har gali mai ek Mumtaz banate raho.
Hum bhi dil lekar aaye
Har nazar ko ek nigaah ka hak hai,
Har rooh ko ek aah ka hak hai,
Hum bhi dil lekar aaye hai is duniya mein,
Hamein bhi ek gunaah ka hak hai.
Usse juda na kare
Chala ja sms tu banke gulaab,
Hogi mohabbat to aayega jawaab,
Khuda kisi ko kisi pe fida na kare,
Fida kare to phir usse juda na kare.
Ishq nai kya diya
Ishq ne insaan ko kya diya,
Kavi kise katil bana diya,
Do phool ka bojh na utha sakti thee Mumtaaz,
Aur Shahjahan ne usspe Tajmahel bana diya.
Suni hai ek mithi se awaz
Wo chand hai magar aap se pyara to nahi.
Parvane ka shama ke bin guzara to nahi.
Mere dil ne suni hai ek mithi se awaz,
Kya apne mujhe pukara toh nahi.
Haseeno ke baal
Yeh jo haseeno ke baal hote hai,
Ladkon ko fassane ke jaal hote hai,
Na jaane kitno ke khoon piye honge inhone,
Tabhi to inke honth laal hote hai.
Koi sms nahi
Koi sms nahi,
Koi khabar nahi,
Aapko shayadh pyaar ki kadar nahi,
Hum tho aapko yaad karte hai sans ke sath,
Shayad aapko hamari sanso ki fikar nahi.
Pyaar kehtay hain
Dil ki baat ko izhaar kehtay hain,
Jhuki nigaahi ko ikraar kehtay hain,
Sirf paanay ka naam mohabbat nahi doston,
Kuch khonay ko bhi pyaar kehtay hain.
Apne badal jate hai
Dil ki aawaj se nagmein badal jate hai,
Sath na de to apne badal jate hai,
Palke bhi jara samhal ke jhapkana kyoki,
Palke jhapkane se sapne badal jate hai.
Bhula na payenge
Koi anjaan bhi kabhi apna sa lagta hai,
Bhula na payenge, aisa koi sapna sa lagta hai,
Yaadein to bohot hain is dil main,
Magar pyaar wahi hai,
Jo kisi ki aankh se yaad baha sakta hai.
Gamo mein husne walo
Gamo mein husne walo ko rulaya nahit jata,
Lehro se pani ko hataya nahi jata,
Banane wale ban jate hai apne,
Kisi ko keh kar apna banaya nahi jata.
Auro ne to kya
Hasino ne haseen bankar gunaah kiya,
Auro ko to kya humko bhi tabah kiya.
Pesh kiya jab shayari mein humne unki bewafai ko,
Auro ne to kya unhone bhi wah-wah kiya.
Tutne par chubhte hai
Rishte kaanch ke bane hote hai,
Ye tutne par chubhte hai,
Hatheli par sambhal kar rakhna inhe,
Kyonki inhe tutne mein pal,
Aur judne mein barso lagte hai.